Santa ka Dimag Computer se tej hai……...
Ek deewar par likha tha ‘Yaha kutte susu karte hain’
Santa ne waha susu kiya.
Fir muskura kar bola-ise kehte hai dimaag,
susu maine kiya naam kutte ka aaya
Inspector to Banta: Faansi se pehle,
bata teri antim ichha kya hai?
Banta: Mere pair upar aur sir neeche kar k faansi de do..
Maa Kaha Hai……….
Santa-Mere pass gadi hai ,bunglow hai,paisa hai tumhare paas kya hai ?
Banta- Mere paas bhi gadi hai bunglow hai paisa hai.
Santa-to saale apni maa kiske paas hai ?