Bewafa-SMS

Bewafa SMS

Jo na mil sake woh hi bewafa,

yeh bari ajeb si baat hai.

Jo chala gaya mujhi chor k,

wohi aj tak mare sath hai

Jis pyar main lab pe gila na ho

yeh kisi kisi ka naseeb hai

Yeh karam hai us ka jafa nahin

jo juda rah kar bhi kareeb hai

Wohi ankh hai mare robaro

usi haath main mera haath hai

Mera naam tak jo na le saka

jise aikhteyar to tha mager, mujhi apna pyar na de saka

Wohi shaks mare talash hai

wohi dard mare hayat hai.

Funny Whatsapp Videos

Funny Whatsapp GIFs