Be Jubaan Pyar tha Mera
Kabhi Kuch Nahi Paya…
Shishkiyaan Rah Gaya Bhar Ke
Or Wo Bhi Na Samajh Paya…
Meri Pahli Muhabbat Thi
Unhein To Tajurba Bhi Tha…
Mujhe Afsos Hai Unka
Tajurba Kaam Na Aaya…
Be Jubaan Pyar Tha
Kabhi Kuch Kah nahi Paya..!!