tujh se milna ko kabhi jo hum machal jate haan,
tu khaylon main buhat dur nikal jate han,
gar wafaon main sadaqat b ho shidat b ho,
phir tu ehsas se pathar b pighal jata haan,
uski ankhon k nashe main hun jab se duba,
larkharte hain kadam or sanbhal jata han,
bewafai ka mujhe jab b hayal ata hai,
askh rukhsar par ankhon se phisal jata han
pyar main ek he musam ha baharon ka faraz
log musam ki trha kesa badal jata haan