УMuhabaton ne kaisa kamaal kar dala..Ф
УHumain to udasyon ki misaal kar dala..Ф
УKabhi milain to pouchain gay ik doujay seФ
УK kis ko kis k gham ne nidhaal kar dalaФ
УTu bata us se kya kahon ga meinФ
УMeri udasi pe jo kisi ne sawaal kar dalaФ
УSuna tha zindgi ka safar boht mushkil haiФ
УOr hum ne ker k muhabbat isay or b muhaal kar dalaФ
УKuch hum b maum k thy or kuch tum ne bФ
Zindgi ko shoulon ki shal kr dala